Khalipan ( Hindi)

Khalipan ka ahsas kyun hotha he

Ahsas tab hotha he, jab man behak jata he.


Khalipan se tadap kyun hotha he

Tadapna tab padta he, jab hum had par karthe he.


Khalipan se rona kyun aata he

Rona ata he, kyun ki faasle bad jata he.


Khalipan kyun dikha nahi sakte

Kyun ki dikhane se apne khaun nahi bhartha.


Khalipan mein gussa kyun ata he 

Gussa tab ata he , jab hum kabum mein nahi rahthe.


Khalipan mein khamoshi kyun hotha he 

Khamoshi tab hotha he, jab hum hasna bhul jata he.


Khalipan se dooriyan kyun badthe he

Dooriyan tab badthe he, jab dhadkane ruk jate he.


Khalipan se nirasha kyun hota he

Nirasha hota he, kyun ki asha se man bhar jata he.


Khalipan mein yaadein kyun aate he

Yaadein aate he, kyun ki log bichad jate he.


Khalipan apni kamiyaan kyun jatate he

Kamiyaan jatate he, kyun ki zarroratoin mein hum mohjood nahi rahthe.


Khalipan zindagi ko kya sikhathe he

Yeh sikhathe he, ki zindagi ek hi he aur

usko aasma lo aur khushi se zindagi jeelo.






Popular posts from this blog

കാർ പുരാണം

സ്കൂൾ ദിനങ്ങൾ

സിനിമ യൂം അഡ്ജസ്റ്റ്മെൻ്റ് ും പവറും